laqab mehboob ko lajawab mila ya nabi ya nabi ya nabi wo nabiyon mein rehmat laqab paanay wala muradein ghareebon ki barr lanay wala wo apne paraye ka gham khanay wala museebat mein ghairon ke kaam aanay wala do shambay ka din tha sehar ka ujala wo makkay mein paida howa kamli wala ya nabi! ya nabi! ya nabi! ya nabi! labay jibrael se awaaz yeh pyaari aayi ho mubarik ke muhammad ki sawari aayi nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi mein dar e nabi pe para rahoon ga dar e nabi hai dar e nabi hai dar e nabi hai dar e nabi hai gadaoon ne jahan se taaj paaye wo dar e nabi hai dar e nabi hai dar e nabi hai dar e nabi hai anwaar ki barish hoti hai rehmat ke nazaray hotay hein wo dar e nabi hai dar e nabi hai dar e nabi hai dar e nabi hai mein dar e nabi pe para rahoon ga paray he rehnay se kaam hoga kabhi to qismat khulay gi meri kabhi to mera salaam hoga nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi nelabam nala kuna misle bilal e habshi mein dar e nabi pe para rahoon ga paray he rehnay se kaam hoga kabhi to qismat khulay gi meri kabhi to mera salaam hoga nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi nuh ko jab mauj e toofan mein kinara mil gaya aur kalimullah ko lutf e nazara mil gaya husn e yusuf ko zulekha ka ishara mil gaya algharaz her becharay ko chara mil gaya hum ghareebon ko muhammad ka sahara mil gaya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi ya nabi nabi commentary... nabi nabi jab qareeb e arsh pohche shahfa e rozay jaza tab khayal aaya karein nalain paaon se juda ghaib se aayi nida yeh qasd hai kya aap ka mian tum pae nalaein aao mustafa kyun kyun ke kaanpta hai arsh yeh to talib e nalain hein ya muhammad choom lene do isay nalain yeh bechain hai arz ki phir aap ne ay khaliq e jinn o bashar kya sabab hai toor pe jab jalwagar hukm tha musa ko karein nalain paaon se juda aur wamei nalain mujh ko arsh pe bulwa liya commentary ghaib se aayi nida is baat per bhi ghour ho tum kahan musa kahan wo aur thay tum aur ho 5:45 http://www.youtube.com/watch?v=e4y8LaL0RtE&NR=1